Mann Bharryaa 2.0 - Full Song Lyrics: She sent her heart out with him when he went to the war – what happens when he returns back home, a winner but a martyr? Mann Bharryaa 2.0 is for all those who have loved and lost, especially as a family member and a loved one of an Indian Army Solider. The soulful song is sung and composed by B Praak with lyrics by Jaani.
Nazrein Jhuka Ke Kare Song Lyrics by B Praak. This is new Hindi song. Song is sung B Praak and he also given music. Nazrein Jhuka Ke Kare Lyrics written of Jaani "बारिश की जाये". Baarish ki jaaye lyrics is amazing.
English Font: Nazrein Jhuka Ke Kare Lyrics B Praak (Full Lyrics)
Yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Yeh soraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare
Agar mujhse batein karni hain
To phir nazar jhuka ke kare
To phir naazar jhuka ke kare.
Taare uske hath me hone hi chahiye
Jugnu uske sath me sone hi chahiye
Ho khushbuon se uski sifarish ki jaaye
Ho khushbuon se uski sifaarish ki jaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu boll de tere badlon ko
Mera yaar hans raha hai
Baarish ki jaaye
Yar hans raha hai
Baarish ki jaye.
Yeh sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bujha ke kare,
Agar usse baatein hain karni
To nazarein jhuka ke kare.
Ho yeh suraj se bhi keh do
Apni aag bujha ke kare
Agar us se batein karni hai
To nazrein jhuka ke kare.
Mohabbat e jaani ki
Poori khwahish ki jaaye,
Mohabbat-e-jani ki
Puri khwahish ki jaaye.
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yar hans raha hai
Barish ki jaye
Yaar hans raha hai
Baarish ki jaaye.
Haye aashiq hun jaane me
Kitna waaqt lagta hai
Rab ke ghar me aane me
Kitna waqt lagta hai
Dekha use to yeh malum hua
Ke jannat ko paane me
Kitna waqt lagta hai.
Yeh zamana jane na
Kiya kara sakti hai
Ho yar mere ki nazrein hain
Dariya duba sakti hai.
Uska bas chale to
Saara dariya pee jaaye
Uska bas chale to
Saara dariya pee jaaye.
Ae khuda, ae khuda,
Ae khuda tu bol de tere badlon ko
Mera yaar haans raha hai
Baarish ki jaaye
Yar hans raha hai
Baarish ki jaaye.
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yar hans raha hai
Barish ki jaaye
Yaar hans raha hai
Baarish ki jaaye
Baarish ki jaaye.
Na duniya ke liye likhte
Na mere liye likhte,
Na dooniya ke liye likhte
Na mere liye likhte,
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte
Ghalib zinda hote
To tere liye likhte.
B Praak Nazrein Jhuka Ke Kare Lyrics In Hindi Font (Full Song Lyrics)